Wednesday, March 16, 2011

Free Hindi Holi SMS Collection

best free hindi holi jokes sms collection for your mobile send holi sms to your friend and others.

Rang barse bhige chunar wali, rang barse o rang barse bhige chunar wali..rang barse, are rang barse bhige chunar wali..re! Ab ghar jao nahi to jukham lag jayega.

Me ja ja jovu hu,
Mane tharo chahero dikhto hai,
Ii thaaro kusur nathi,
Salo sab chahero aaj rangeelo hai,

Rango ke tyohar mein sabhi rango ki ho bharmar,
Dher saari khushiyon se bhara ho aapka sansar,
Yahi dua hai bhagwan se hamari har bar,
Holi Mubarak ho mere yaar!

Sine me dil,
Dil me dard,
Dard me yaqin,
Yaqin me khyal,
Khayal me khwab,
Khwab me tasvir
Tasvir me sirf ap!
Itna Daravna khwab?
Baap re Baap

Angrezi Padha Rahe they Professor bharati, Claas me hi baithee thee unakee Beti Aarti. ladakaa Ek Saitaan thaa, naam thaa Durayodhan. Professor India ji yon karata thaa sambodhan. Usaki is harakat per class thahaake maarati. Geetkaron ne Badal Diya kaayada, sanskruti ko beegad rahe karane apne faayadaa. Krishna Ki holi thee Brij Jamunaa Ke Teera, Lekin vo rachate hai Avadh me Holi Khele Raghuveera !

If wishes come in rainbow colors then I would send the brightest one to say Happy Holi.

A true and caring relation doesn't have to speak loud, a soft sms is just enough to express the heartiest feelings. Enjoy the festival of Holi with lot of fun.

Khaa key gujiya, pee key bhaang, laaga k thora thora sa rang, baaja ke dholak aur mridang, khele holi hum tere sang.
HOLI MUBARAK

Holi par sabhi ko sabhi rango se milkar ek rang, apko mile jo apki khusiyon ko rangin bana de.
Happy Holi

Rang udaye Pichkari rang se rang jaye duniya sari holi ke rang
aapke jeevan ko rang de ye shubha kaana hai hamari.
HAPPY HOLI

Rango Ke Tyohar Me Sabhi Rango Ki Ho Bharmar,
Dher Saari Khushiyo Se Bhara Ho Aapka Sansar,
Yahi Dua hai Bhagwan Se Hamari Har bar,
Holi Mubarak!

Makki ki Roti, Nimbu ka Aachar,
Suraj Ki Kirne, Khushiyo ki Bahar,
Chand Ki Chandi, Apno ka Pyar,
Mubarak Ho Aapko, HOLI ka Tyohar

Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai,
Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai,
Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein,
Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai


Aapne dil ka haal batana chod diya, humne bhi gehrai mein jaana chod diya. HOLI se pehle hi aapne nahana chod diya?

Pichkari ki dhar,
gular ki bauchar, apno ka pyar, yahi hai HOLI ka tyohar. Wishing you and your family a very hapy and colourful HOLI.

No comments:

Post a Comment